Islam ke faraiz aur aamal to buht hain magr jo maqam namaz ko diya gya he us ki wjh se namaz ki ahamiyt buht ziyadh he_ Namaz ka buland martba is se smjh lo k dosre faraiza ka
yahin zameen pr raht e howe hukum dya gya he aur Namaz kelye khuda e pak wahadhu la lasharik ne ye ahihtmam farmaya k Rasool Akram (pbuh) ko mihraj kra kr Aalam bala mainatha farmai aur islam ke faraiz main dunya main sub se pehle namaz hi ka hissab hoga,
Blak e Aakhirat ki kamyabi aur ba muradi ka madari hei NAMAZ ke tehk nikaln e pr he,